तन के तम्बूरे में दो सांसो की तार बोले लिरिक्स (Tan Ke Tambure Me Do Sanso Ki Tar Bole Lyrics)

तन के तम्बूरे में दो सांसो की तार बोले लिरिक्स (Tan Ke Tambure Me Do Sanso Ki Tar Bole Lyrics)

Tan Ke Tambure Me Do Sanso Ki Tar Bole Lyrics

Tan Tambura, Taar Man, Adbhut Hai Ye Saaj
Hari Ke Kar Se Baj Raha, Hari Hi Hai Aawaz

Tan Ke Tambure Mein, Do Sanso Ki Taar Bole
Jay Siya Ram Ram, Jay Radhe Shyam Shyam

Tan Ke Tambure Mein, Do Saanso Ki Taar Bole
Jay Siya Ram Ram, Jay Radhe Shyam Shyam

Ab to Is Man Ke Mandir Mein, Prabhu Ka Hua Basera – 2
Magan Hua Man Mera, Chhuta Janam Janam Ka Phera
Man Ki Muraliya Mein, Sur Ka Singar Bole
Jay Siya Ram Ram, Jay Radhe Shyam Shyam – 2
॥ Tan Ke Tambure Mein… ॥

Lagan Lagi Leela Dhari Se, Jagi Re Jagamag Jyoti – 2
Ram Naam Ka Heera Paya, Shyam Naam Ka Moti
Pyasi Do Ankhiyo Mein, Aansuo Ke Dhar Bole
Jay Siya Ram Ram, Jay Radhe Shyam Shyam – 2
॥ Tan Ke Tambure Mein… ॥

Tan Ke Tambure Mein, Do Saanso Ki Taar Bole
Jay Siya Ram Ram, Jay Radhe Shyam Shyam

हिंदी में पढ़े : तन के तम्बूरे में दो सांसो की तार बोले लिरिक्स

Tan Tambura, Taar Man, Adbhut Hai Ye Saaj Hari Ke Kar Se Baj Raha, Hari Hi Hai Aawaz